There are times when a song hits the perfect chord with us. You are listening to it for the first time, but there seems to be some unknown reason why it feels close to your heart. I heard this song just few weeks ago. Its lyrics are little bit similar to the Tridev song “Gali Gali Mein”, but certainly better than it. Talat Mahmood might not be my favorite singer, but he is said one of the greatest Hindi singers. And after listening to this song and “Jalate Hai Jis Ke Liye” I have to admit that he was an awesome singer. I am still not able to find an mp3 of this song, though it is available on Youtube. There are 2 versions of the song. A sad solo song and the energetic duet which is the one I am referring here. Do search on youtube of this song and enjoy….
Itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
Kaise kisi kaa sahaaraa banoon
ke main khud beghar bechaaraa
Is liye tujhse main pyaar karoon
ke tu ek baadal aawaaraa
Janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
Itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
Janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
Mujhe ek jagah aaraam nahin
ruk jaanaa meraa kaam nahin
Mujhe ek jagah aaraam nahin
ruk jaanaa meraa kaam nahin
Meraa saath kahaan tak dogi tum
main desh videsh kaa banjaaraa
Itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
Kaise kisi kaa sahaaraa banoon
ke main khud beghar bechaaraa
Is liye tujhse main pyaar karoon
ke tu ek baadal aawaaraa
Janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
O neel gagan ke deewaane
tu pyaar na meraa pahchaane
O neel gagan ke deewaane
tu pyaar na meraa pahchaane
Main tab tak saath chaloon tere
Jab tak na kahe tu main haaraa
Is liye tujhse main pyaar karoon
ke tu ek baadal aawaaraa
Janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
Itna na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
Kaise kisi ka sahaaraa banoon
ke main khud beghar bechaaraa
Kyun pyaar mein tu naadaan bane
ik paagal ka armaan bane
Kyun pyaar mein tu naadaan bane
ik paagal kaa armaan bane
Ab laut ke jaana mushkil hai
maine chhod diya hai jag saara
Itnaa na mujhse tu pyaar badhaa
ke main ek baadal aawaaraa
Janam janam se hoon saath tere
hai naam meraa jal ki dhaaraa
Comments